UP Online Voter ID Kaise Banaye

Election me Vote daalne ke liye aapko ek Voter ID ki jarurat padti hai Voter ID Logo ki identity hoti hai isi ID se hi Logo ko Identify ki jati hai Is ID ko hum aur aap Gov Documents verify karne ke liye bhi use karte hai aur sabse achhi baat ish ID se hi hum New sim card buy karte hai. Yeh Voter ID sirf Election hi nahi balki Government schemes ka labh uthane ke liye bhi ish ID ki jarurat padti hai Voter ID ko 18+ ke baad bana lena bahut jaruri hota hai Bank me account kholne ke liye bhi ishi ID ki jarurat padti hai waise ab iski jagah aadhar card le chuki hai par ab bhi Gov ke bahut se kaamo me voter id ki hi maang kari jati hai. Voter ID ko aap offline bhi bana sakte hai Offline banane me thodi bahut problem to face karni hoti hai par ban to jati hai Voter ID ko offline banane ke liye aapko court jana hota hai aur waha Counselor ki madad le kar aapko ek form fill karna hota hai aur phir submit karna hota hai. Wahi dusri aur Ga...