Android Smartphone ko Root Kaise Karte Hai

Hy dosto aapme se bahut aise hoge jinhe smartphone rooting ke bare me pata nahi hoga, mujhe bhi shuru me phone rooting ke bare pata nahi tha par ab mai iske bare itna jaan gya hu iske upar ek book likh sakta hai. aaj ish tutorial me mai aapko smartphone ko root kaise kare aur root kya hai uske bare batuga saath hi iske fayde aur nuksaan ke nare bhi discuss karenge. Smartphone Ko Root Karne Ke Fayde Aur Nuksan? Phone root karne se pahle aapko iske bare samjhna hoga aur ye janna hoga ki phone root hai kya, sabse pahle mai aapko iske fayde aur nuksaan ke bare bataunga aap ise jarur padhe aur pura samjhne ke baad hi phone ko root kare. Advantage Of Rooted Ph one Fully Controlled By You – smartphone ko root karne ke baad aap uske android os ko apne hisab se fully customize kar sakte hai aur saath hi iske interface ko puri tarah se badal sakte hai basrte aapko th...