Apne Mobile Number Ko Aadhar Number Se Link Kaise Kare
Link Aadhar Card to Your Mobile Number
Hello Dosto, Aapke Mobile pe Ye massage jarur aata honga, “Please Link to Aadhar” agar aapne Mobile Number ko Aadhar Card se Link nahi kiya to. To dosto aaj me aapko bataunga ki Apne Mobile Number Ko Aadhar Number se Link Kaise Kare.Aaj kal har chij me Aadhar Number ko Link karna hota hai, Jaise Pan Card Ko Adhar Se Link Karna, Aadhar Number Ko Bank Account Se Link Karna. Dosto Aadhar ko Link karna bohot hi jaruri hai, varna aapka Mobile number bund bhi ho sakta hai.
Ye Kam is liye kiya gaya hai taki Jo Fack Number use karte Hai vo band ho jaye. aur isse Crime bhi band honga. To aapko Mobile number Aadhar se link karna jaruri hai. Dosto Mai aapko Step by step batata Hu.
Apne Mobile Number Ko Aadhar Number Se Link Kaise Kare
Step 1:- Sabse pahle aap is website pe jaye Aadhar Website. fir aapko niche photo ki tarah ek form dikhai denga.
Step 2:- ab aapko form bharna hai.
Aadha Number :- Yaha aapko apna 12 digit ka Aadhar Number Enter karna hai.
Email :- Agar aapke paas Email hai to vo dale.
Mobile :- Aapko apna Number dalna hai.
Enter Security Code :- Aapko yaha jo code screen par dikh raha hai vo enter karna hai.
Aur fir aapko Get One Time Password par click karna hai.
Aadha Number :- Yaha aapko apna 12 digit ka Aadhar Number Enter karna hai.
Email :- Agar aapke paas Email hai to vo dale.
Mobile :- Aapko apna Number dalna hai.
Enter Security Code :- Aapko yaha jo code screen par dikh raha hai vo enter karna hai.
Aur fir aapko Get One Time Password par click karna hai.
Step 3:- Ab aapke Number pe ek Verification Code aayega use Verify kare.
To Dosto Ab aapke Number pe ek massage aayega. bas fir aapka Mobile Number Aadhar Se Link ho gaya hai.
Agar aapke paas Massage nahi aata to aapka Number verify nahi hua hai. to iske liye aapko mai aapko niche 2 process bata raha hu vo karni padegi.
1. Aap apne Najdiki Aadhar Card Enrollment Center jake Mobile number ko Aadhar se link karva sakte hai.
2. Aap Online Aadhar Card Correction form download karke use fill karke Aadhar Card Enrollment Centre me jake Submit karde.
Dosto agar aapke Aaspaas koi Aadhar Card Enrollment Centre nahi hai to aap is Address pe form ko send kar de.
Address :- UIDAI Post box no. 99 Banjara Hills, Hyderabad 500034 India
Box no. 10 Chhindwara, Madhya Pradesh 480001 India.
To dosto aap upar ke in tariko se Mobile number Ko Aadhar Number Se Link Kar Sakte Hai. I hope ki aapko meri ye post acchi lagi hogi. agar aapko koi problem aati h to niche comment me likhe.
Comments
Post a Comment