Posts

Showing posts from December, 2017

Kisi Number par 5 second me 100 Miss Call kaise kare

Image
Dosto aap is post ke tItle se to samajh hi gaye honge ki ye ek prank trick hai. Agar aap kisi Friend ko is prank se socked karna chahte ho to ye post aapke liye hi hai is post ko end tak padhiye.   Dosto is trick ko use karne ke liye aapko Tak Zang app download karna hoga or iski help se aap apne friends ko unlimited miss call karke pareshan kar sakte ho lekin dosto main aapko ye suggest karunga ki kisi ko is trick se jyada pareshan na kare kyonki aapka majak ladai ka rup bhi le sakta hai. Friends ke sath miss call prank kaise kare ? Dosto ye trick bahut asaan hai iske liye aapko sirf ek app apne phone me install karna hoga or ye app aapko Google playstore se nahi milega aapko hamare link se ise download karna hai.   Step 1. Sabse pahle apne phone me  Tak Za ng  app download kijiye or install kariye. Tak Zang App Download Step 2. Ab isko open kariye uske bad language select karne ka option ayega aap English select kar lijiye. Step 3...

Apne Mobile Number Ko Aadhar Number Se Link Kaise Kare

Image
Link Aadhar Card to Your Mobile Number Hello Dosto, Aapke Mobile pe Ye massage jarur aata honga,  “Please Link to Aadhar”  agar aapne Mobile Number ko Aadhar Card se Link nahi kiya to. To dosto aaj me aapko bataunga ki  Apne Mobile Number Ko Aadhar Number se Link Kaise Kare. Aaj kal har chij me Aadhar Number ko Link karna hota hai, Jaise   Pan Card Ko Adhar Se Link Karna,   Aadhar Number Ko Bank Account Se Link Karna . Dosto Aadhar ko Link karna bohot hi jaruri hai, varna aapka Mobile number bund bhi ho sakta hai. Ye Kam is liye kiya gaya hai taki Jo Fack Number use karte Hai vo band ho jaye. aur isse Crime bhi band honga. To aapko  Mobile number Aadhar se link  karna jaruri hai. Dosto Mai aapko Step by step batata Hu. Apne Mobile Number Ko Aadhar Number Se Link Kaise Kare S tep 1:-  Sabse pahle aap is website pe jaye  Aadhar Website . fir aapko niche photo ki tarah ek form dikhai denga. Step 2:-  ab aapko form bharna...

Android phone ko computer kaise banaye

Image
by Sagar Shekhar Hi friends, aaj main aapke sath ek usefull trick share kar raha hu jiski help se aap apne Android phone ko computer ki tarah use kar sakte hai. Aapke phone ki screen bilkul desktop screen ki tarah dikhayi degi. Dosto iske liye aapko sirf window Launcher app apne phone me install karna hai or iske baad aapke phone ka system bilkul computer desktop ki tarah kaam karega. Dosto actually ye ek theme app hai isko use karne se aapke phone ka look bilkul window 7 ki tarah ho jata hai lekin aap apne phone me computer ke software nahi use kar sakte. Dosto ye trick bahut easy hai aapko sirf mere bataye instructions ko follow karna hai. Step 1. Sabse pahle niche diye link se  Window launcher    app download kare. Download App   ( Important Note :  is app ko sirf aap hamare link se hi download kar sakte ho kyonki abhi  Google playstore  par available nahi hai.) Step 2. App download karne ke baad isko apne phon...